Got Questions? We’ve Got Answers!
📚 Whether it’s about exams, career advice, or daily doubts, don’t hesitate—ask away!
đź’ˇ Daily Current Affairs for UPSC Quiz | Daily Quiz for UPSC
đź’ˇ Your Learning Partner Is Just a Click Away!
👉 Click here to Ask Your Question Now and get clear, reliable answers from experts.
Daily Current Affairs
11 & 12 November, 2025
1. Janjatiya Gaurav Varsh 2025 ke sambandh mein kaun sa kathन sahi hai?
A. Yeh 100 saal Bhagwan Birsa Munda ke janm varsh par adharit hai
B. Iska nodal ministry Ministry of Culture hai
C. Yeh “Vande Mataram” ki 150 saal ki uplabdhi bhi manata hai
D. Iska mukhya uddeshya sirf tribal education ko badhava dena hai
E. Isme sirf EMRS schools hi bhag lete hain
Answer: C
Explanation: Janjatiya Gaurav Varsh 2025, Bhagwan Birsa Munda ke 150th birth anniversary aur 150 years of “Vande Mataram” dono ko celebrate karta hai. Nodal Ministry – MoTA hai, aur anek sansthaayein bhag leti hain.
2. PLFS (July–September 2025) ke anusaar rural unemployment kis percentage par aa gayi?
A. 5.2%
B. 4.4%
C. 4.8%
D. 3.9%
E. 6.2%
Answer: B
Explanation: Rural unemployment 4.8% se ghatt kar 4.4% ho gayi July–September 2025 quarter me.
3. Exercise Malabar 2025 kis jagah ayojit ho rahi hai?
A. Andaman Sea
B. Darwin, Australia
C. Yokosuka, Japan
D. Guam (U.S. Territory)
E. Kochi, India
Answer: D
Explanation: 2025 edition Guam me ho rahi hai, jo U.S. ka strategic island territory hai.
4. GRAP Stage III lagu hone par kaunsa upay lagu hota hai?
A. BS-VI vehicles par rok
B. Primary schools Class 1–5 band
C. Odd-Even turant compulsory
D. Construction poori tarah allowed
E. Metro services rok di jati hain
Answer: B
Explanation: GRAP Stage III me construction ban, BS-III petrol/BS-IV diesel ban, aur primary schools (Class 5 tak) band kiye jaate hain.
5. RBI ke Proposed ECL Framework ke anusaar Stage-II loans ke liye proposed minimum provisioning kitna rakha gaya hai?
A. 0.4%
B. 1%
C. 5%
D. 10%
E. 12-month ECL only
Answer: C
Explanation: Stage-II provisioning ko badha kar 5% karne ka RBI ka draft proposal hai, jo pehle 0.4% tha.
6. Bima Bharosa Platform ka mukhya uddeshya kya hai?
A. Insurance companies ko market share dena
B. Grievance redressal ko transparent banana
C. Policy selling automate karna
D. Rural insurance commission badhana
E. Insurance Ombudsman ko replace karna
Answer: B
Explanation: Bima Bharosa IRDAI ka centralised grievance redressal platform hai jo transparency aur timely resolution par focus karta hai.
7. Ageas Federal Life Insurance aur Muthoot Microfin ki partnership ka main focus kis par hai?
A. Metro cities
B. Corporate sector
C. Rural & underserved regions
D. Cyber insurance market
E. NRI segment
Answer: C
Explanation: Partnership ka uddeshya rural, semi-urban aur underserved markets me insurance penetration badhana hai.
8. Sahakar Digi Pay platform kis type ke banks ke liye vishesh roop se design kiya gaya hai?
A. Public Sector Banks
B. Regional Rural Banks
C. Urban Cooperative Banks
D. Small Finance Banks
E. Payment Banks
Answer: C
Explanation: Sahakar Digi Pay specifically Urban Cooperative Banks (UCBs) ke liye banaya gaya UPI–NEFT–RTGS integrated payment platform hai.
9. Watershed Mahotsav kis ministry ke antargat aayojit hota hai?
A. Agriculture Ministry
B. Ministry of Jal Shakti
C. Ministry of Rural Development (DoLR)
D. Ministry of Environment
E. Ministry of Panchayati Raj
Answer: C
Explanation: Watershed Mahotsav Department of Land Resources (DoLR), Ministry of Rural Development dwara ayojit National Watershed Conference ka hissa hai.
10. Watershed Mahotsav ka ek pramukh focus kya hai?
A. Bt Cotton Expansion
B. Export Promotion
C. Rainfed area development & water harvesting
D. Biofuel production
E. Cold storage capacity enhancement
Answer: C
Explanation: Festival ka main focus rainfed area development, water harvesting, afforestation, aur soil-water conservation par hai.





